Aadhaar Card kis tarah se banaya jata
hai.
Aaj Aap Janne wale hai,
to dhyan se padhe,
Yah Form aapko Aadhar Center me hi
milega,
Jis Vyakti ka aadhaar Banana hota hai,
use anivary rup se aadhaar center jana hota hai,
Kyoki usi ke finger, Eye, Photo se
aadhaar ko banaya jata hai,
Sabse Pahle Aadhaar Card Banane wale form
me apni jankari ko puri tarah se bhara jata hai,
Jaise
Apna Pura Name,
Pita ka name,
Male, Female, Other,
Pin Code,
Date of Birh,
Apna Pura Address,
Mobile Number,
Email Number,
Aur Aap jo-jo aadhaar Card ke sath
Dastavage,
Jaise Ration Card, Votarid Card, PAN
card, driving licence,
aur bahut sare Dastavage,
Aadhar center wale se bich me kahna
chahiye ki Puri tarah se sahi-sahi bhare,
To aaiye bat karte hai aadhaar card ko
kis tarah se banaya jata hai,
Kchh samay Pahle aadhar card ko offline
banaya jata tha aur use online sent kiya jata tha,
lekin is ko badal kar ab direct
online aadhar ko Submit kiya ja raha
hai,
Jab aap aadhaar banane ke liye apne form
ko aadhar center me jama karte hai, uske baad
Aapke diye gaye form ke anusar se aadhar
ko banaya jata hai,
Sabse Pahle Name ko English me likha jata
hai,
To wah badalkar Samne wale bhag me jis
language badalna hota hai usme badla jata hai,
Jis Rajya me jo bhasha likhit me manya
hai.
Jaise Chhattisgarh me Hindi me,
Odisa Me Odia Me,
Mubai me Marathi me,
Aur gujrat me gujrati, panjab me Panjabi,
aur is tarah se sabhi Rajya me,
Form Ke anusar se Pin Code,
Pura Address Ko bhara Jata hai,
Aur Last Me pura form bhar lene ke bad,
Jo Document hai, use select karna hota
hai,
Jo pahle se aadhar Card ki software me
hota hai,
Aur Form ko bharte samay bich me Jis
vyakti ka aadhar banaya ja raha hota hai,
Uska Photo ko khicha jata hai,
aur Dono Hath ka 10 finger ka Chinh Masin
ke madhyam se liya jata hai,
Uske Bad Dono Eye ka Eye Scaner se Retina
ko Scan kiya jata hai,
Uske baad Puri Tarah se fir se jo bhara
gaya hai, use cheak kiya jata hai,
Aur Document ko Scaner ke madhyam se scan
kiya jata hai,
Aur Finel Submit kiya jata hai,
Uske bad aadhar ka rasid diya jata hai,
Aadhaar Card banne me aajkal 24 hour se
lekar adhik lagta hai,
Ab bat karte hai jaruri
bate,
Aadhar Card usi name ka banwaye jo asal
me hai,
Name Ke sath sir name ko bhi bhare,
ak vyakti ka anek address hota hai, lekin
address me wahi ka banwaye, jaha aapka Mul Nivas Tahsil me Banta hai,
Mobile Number jarur
Dalwaye,
Agar aapke pass
mobile number nahi hai to apne parichit ka Mobile Number Dalwa leve,
Mobile Number jarur
Dalwaye,
Aur Email Nahi hai
to
Email me apne
parichit ka aadhar number dalwaye,
Agar aapke pass
Email Nahi hai to mera Email
inhindiindia@gmail.com ko dalwa leve,
Aadhar Se sambandhit
kisi bhi prakar ki jankari samasya ke liye Comment kare,
0 Comments: